Beta sandy, essa commonly nahi hota hai par isme puri saaf-safai ka poora dhyan rakha gaya ho aur isme dono partners ki barabar marzi shaamil ho! Aur behtar hoga ki sex ke samay condom ka istemaal kiya jaye. Ab baat aati hai mukh maithun ki, kya isse pregnancy ho sakti hai? Toh nahi pregnancy sirf yoni maithun se hi ho sakti hai naa ki mukh maithun se, toh dono partners ko iska dhyaan rakhna hoga.
All the best beta.
https://lovematters.in/en/making-love/ways-to-make-love/oral-sex-dos-and-donts
https://lovematters.in/hi/making-love/virginity/first-time-sex-top-five-facts
https://lovematters.in/hi/pregnancy
Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par aakar humse kar sakte hai.
https://lovematters.in/hi/forum
Beta sandy, essa commonly