Ruman kumari
Sun, 07/31/2022 - 19:48
Hm v bahot presan hai kya kare samjh nahi aa raha hai mera sadi 2012 me huaa hm ka garib family se hai koi nahi hai sopart karne bala or meri do batiya v hai jo c section huaa hai iske karn sasural ke sab log hm ko na pasand karte hai or mera pati bas sex chahta hai na hi kv mere or mere bache ka jarurat ka Dhyan rakha meri sadi 15 ke age me huaa tha tab se av Tak hm paresan hai kisi ka ak din rip hota hai mera har roj ....

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>