Shayad haan lekin kyun? Yeh toh aap jaante hi hai naa ki yeh bahut hi dangerous ho sakta hai aur iske kai side effects ho sakte hai. Aur saath hi iss par ek baar yadi nirbhar ho gaye, toh iske bina sex kar nahi payenge. Jab koi beemari ya kami ho toh baat alag hai – wo bhi doctor ki salaah se varna nahi. Sex mein aur apne partner mein ruchi badho aur sex ko enjoy karo, safe raho. Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par aakar humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>