Kaumarya ka poora daromadaar hymen ya jhilli se juda hua hai. Yaad rakhiye ki yeh bahut hee asani se toot saktee hai. Suno bête jab tak ki aap khud apnay future husband ko yeh nahi bateyngi ki aapnay sex kiya hai ya nahi ya aap virgin nahi hain, tab tak wo is baat ka pata nahi laga saktay ok ? so don’t worry. Par sex mein jo bhi kar rahi hain wo surakshit karein.

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>