Kya aap kisi fairness cream ki baat kar rahi hain? So sunyie bete Yadi aap usse fair karne ke liye kisi kism ki cream waghera use karti hain toh usse us jagah ki skin ko nuksaan pohoch sakta hai. isliye behtar yahi hoga ki aap kewal us jagha ki saaf safai par dhyan dein bus! aur apne sharir se pyaar karein.

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>