Jee nahi iska hasthmethun se koi sambandh nahi hai kyunki yeh samjh lijiye ki iska hasthmethun se koi sambandh nahi hai kyunki Yeh ek safe /surakshit tareeka hai apni santushti karne ka. Isse koi nuksaan ya beemari nahin hoti. Saath hee Ling ke size ki sahi jaankari yahan se hasil karo aap http://lovematters.in/en/resource/penis-shapes-and-sizes Aur please size par mat jao apna andaaz acha karo unke saath time bithao. Jaise ki aisee stithi mein, partner par focus badhana, foreplay , yaani bête ki pravesh karne se pehle bahut se alag alag kriyaein karna , jinse dono ko aanand mile, apne partner kee uttejna badhana, yeh sab activitys sabse zaroori hain. iske ilava, partner ke saath sex karne se pehle, ek baar hast maithun kar saktey hain, utne samay pehele jitne mein ling mein tanaav aa jaaye. Condom ka istemaal bhi jaldi discharge mein help karta hai. http://lovematters.in/hi/news/premature-ejaculation-top-five-facts

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>