Hmmm! iska jawab toh swayam aap shayd jante hi hain. Chaliye apko pata toh hai na ki apki parshani ki wajah swayam aap hain. So zara harkaton mein apne viyaktitv mein badlav layiye kahin apki inhi harkaton ke karan aap kisi badi musibat mein na padd jaye. Aur khud chintan kijiye ki aisa hi yadi apki wife apke saath karen toh apko kesa lagega.

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>