Hi Aunty ji, Mera sawal yeh hai ki mai 8 saal se masturbation kar raha hun aur ab ling mein tanav nahi ata hai agar ata bhi hai to thoda tanav ata hai aur ejaculation ho jata hai and penis size bhi kam ho gaya hai maine ek baar sex kiya tab ye baat pata chali jaisi hi ling andar gaya fauran virya nikal gaya aunty ji ab mujhe kuchh samajh nahi aa raha hai ki kya karun aur kya na karun mai bahot pareshan mam ghar wale shadi ke liye force kar rahe hain but mai ye bol deta hun ki Abhi mujhe aage study karna hai meri umar 22 hai Mam please help me Mai aapka ahsaan zindagi bhar nahi bhulunga Thank you very much

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>