Yeh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharn nahi hota hai kyunk pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. Zara yeh padhiye: https://lovematters.in/hi/news/10-most-common-contraception-myths Isliye bete ismein pregnancy ke chances ho skate hain. Iske liye phoren ek home pregnancy test lijiye. Phir kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai. Iske illava aap FPAI clinic se bhee sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi. http://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy http://www.fpaindia.org/

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>