Bete Suman ab kya sthithi hai? Yeh ek bohot badi mithya hai ki sperm bahar nikalne se garbhdharn nahi hota hai kyunk pregnant hone ke liye ek shukranu bhi bohot kaafi hota hai. Zara yeh padhiye: https://lovematters.in/hi/news/10-most-common-contraception-myths Ab jaldi kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se milo aur dekho kya ho sakta hai, agar jyada time nahi hua hoga to aap MTP ki maang kar saktey hain. Kisi neem hakeem ya chemist ke paas mat pahuch jaana, DOCTOR ONLY!! Iske alawa aap FPAI clinic se sampark kar sakety hai jiski jaankari aaapko iski website pe mil jayegi http://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy http://www.fpaindia.org/

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>