Beta , aap sahi kiss nazar se keh rahee hain? Ki kya yeh koi beemari karta hai, so nahin. Lekin kya yeh aapko sahi lagta hai, sawaal yeh hai, yadi nahin toh mana kar deejiye aur unhe samjha deejiye ki aapko yeh theek nahin lag raha. Saath hee saath yeh bhi ho sakta hai ki yadi mooh mei choot bhi jaye toh aap turant use baahr thook dein, andear lene ki koi zaroorat nahin. Mukh maithun ka eke hen pehlu hai atyant saaf safai – dono partners keliye, iska dhyaan rakhiye. All the best beta. http://lovematters.in/hi/news/oral-sex-dos-and-donts-0

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>