Bete Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Aur is duran halka durd hona toh common hai bete lekin yadi yeh durd samanya se jyada hai toh ek visheshagya se mill lijiye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>