Hmm! Bete Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai. Lekin jo aap yeh bata rahi hain yeh toh swasth nahi hai acha hoga ki aap jaldi kisi vishagya ya achche panjikrit doctor se mill lijiye. Ok?. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle
Hmm! Bete Periods ke shuruat