Sukriti ko jab pata chala ki college me uski sabhi friends porn dekh rahi hai toh woh kaafi ghabra gayi. Porn aur wo bhi ladkiya! Kya Sukriti ko galat sangat mil gayi thi? Kya use college badal dena chahiye? Sukriti ne apni story Love Matters ke saath share ki.
Kya uske kamre me aate hi aap par khumaari badh jaati hai? Kya uski muskaan se apko yakeen ho jata hai ki yahi sachcha pyaar hai? Arre, zara dil ki lagaam ko thaamo bhai. Yeh toh pata kar lo ki jise aap sachcha pyaar maan baithe hai kahi wo ‘infatuation’ toh nahi hai.
Apke periods miss hone se pehle bhi apko pregnancy ke kuch shuruaati lakshan (symptoms) mil sakte hain. Lekin dhyaan rakehin ki pregnancy ke kuch pehle lakshan pre-menstrual symptoms (PMS) yani ki periods shuru hone se pehle wale lakshanon ke jaisa bhi ho sakta hain.
Kya aapke sperm count ko badhane ka koi tareeka hai? Love Matters aapke liye kuch easy lekin effective solutions laya hai jisne aap bina dawai,surgery ya injection ke apne sperm count ko behtar banane ki koshish kar sakte hai.
Myra ke periods ek week late hai. Vian ke saath pehle sex ka experience Myra ke liye bahut tedha saabit ho raha kyuki ab uske pregnant hone ki possibilty hai. Kaash Myra aur Vian ne pregnancy se bachne ke baare me thoda socha hota. Agar apko bhi aisi hi help ki zarurat hai toh iss article me hum apko bataane ja rahe hain ki unwanted pregnancy se dare bina safe sex kaise karen.
Miscarriage ke alag alag symptoms ho sakte hain, yeh iss baat par depend karta hai ki aap pregnancy ke kis stage me hain. Kuch mahilaon ke liye yeh itni jaldi hota hai unhe pata bhi nahi chalta ki wo miscarriage se pehle pregnant bhi thi.
Aaj Love Matters apko mahilaayon ke uss khaas ang (organ) ke baare me bataane ja raha hai jiska kaam chupchaap sirf orgasm dena hai. Kya kamaal ka kaam hai na!