Bete kabhi kabhi work load, tension ya pressure ke karan bhi aisa ho sakta hai. Agar kisi na kisi waqk penis mein tanav aa raha ho toh itni bhi chinta karne ki zarurat nahi hai, relax! Ise padhiye:
https://lovematters.in/hi/news/erection-trouble-where-turn
https://lovematters.in/hi/news/4-signs-you-have-erectile-dysfunction
Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho!
https://lovematters.in/en/forum
Bete kabhi kabhi work load,…