Hello, Munna beta. Periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antral pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag alag hota hai lekin agar ye bahut jaldi ya bahut late ho rahe hain toh behtar hogi aap kisi visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se consult kijiye. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>