Raja khan
Sun, 06/10/2018 - 11:09 pm
meri gf ki shadi ko aaj 3 saal ho gaye. Pata nahi woh mujhe yaad bhi karti h ya bhool gayi h. But main use bhula nahi paa raha hu. Roz usi ki taraf dhiyan chala jata h aur bahut kuch soch soch kar neend nahi aati h. Kya karoon jo uski taraf se dhiyan bataa rahe. Plz batayein

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>