Jaise ki hum humesha kehte hai ki safe sex ke liye condom ka istemaal kiya jata hai. Aur isse saafed pani kehte hai, essa hona common baat hai, yeh kai mahilao ko hota hai so don't worry.Peth mein dard kai vajao se ho sakta hai jaise ki pressure ya daar. Aur ji haan essa bilkul ho sakta hai, kyunki pregnant hone ke liye ek shukranu bhi kaafi hota hai. Sure hone ke liye unprotected sex ke 10 din baad aap ek home test kar sakte hai. Saath hi kisi visheshagya ya ache panjikrit doctor se bhi mil lijiye. https://www.fpaindia.org/ https://lovematters.in/hi/resource/unplanned-pregnancy https://lovematters.in/hi/resource/safe-sex Aap iss baare mein humse vristaar mein charcha humare discussion board "just poocho" par humse kar sakte hai. https://lovematters.in/hi/forum

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>