Shivani bete aapke rishte ke bare mein aapke pati ko pata bhi chal gaya aur rishta bhi tut gaya...so, ab aap usi ghar ya usi rishtedari mein apne jeth ke bete se shadi karna chahti hain, kya aapko lagta hai ki is rishte ko aapke jeth, jethani ya anya sadasyon ki sahmati milegi?? Aur kya aapke gharwale is rihte se sahmat hain?? Ismein bahut muskil aa sakti hai, kyunki maa aur bete ya aunty aur bhatija mein shadi kisi bhi samuday mein swikarya nahi ho sakta hai...aur aapki ek beti bhi hai...aap dono sochiye, samajhiye, gahan vichar kijiye aur tab ek sahi nirnay lijiye. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • Allowed HTML tags: <a href hreflang>