Ashish bete aapko kya lagta hai aisa kyun ho raha hai? Kya aap unse samabandh chahte hain - kya unki ruchi mein ruchi rakhte hain- Kya wo aapse khul ke baat karti hain- kya aap dono kabhi chhuti par jate hain- ya koi hobby/game hai jo aap ikathhe karte hain- kya aapke yahan koi guest aate hain ya aap kisi ke yaha jate hain? Kyun na aap is sab chizon ke baare mein soche aur dekhen ki kya fark padta hai. Yadi aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain to hamare discussion board “Just Poocho” mein zaroor shamil ho! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>