mai ek din me 1 se 2 baar mooth marta hoon, aur ye kaam mai Kareeb 9 saalo se kar raha hoon ,kabhi kabhi 3 baar bhi kar leta hoon,(ek baar ek ladki k yaad me 5 baar bhi mooth maar diya tha) to mera sawal ye hai ki mujhe ab bina mooth maarke nind hi nahi aati hai, kabhi kabhi to 2 baar bhi maarni parti hai tab jakar nind aati hai, ab mai kya karoon kaha jaun,

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>