Ravi bete, periods ke shuruat mein inska aneemit hona swabhivik hai lekin baad mein yeh takreeban 28 se 34 dino ke antraal pe hoti hai, jo ki har mahila ke liye alag-alag hota hai. https://lovematters.in/hi/resource/menstrual-cycle Yadi yeh zyaada deri se ya jaldi ho rahe hain toh ek visheshagya ya achchhe panjikrit doctor se consult kijiye. Yadi aapke man mein koi bhee aur sawaal hain aur aap is mudde par humse aur gehri charcha mein judna chahte hain toh hamare discussion board ‘Just Poocho’ mein zaroor shamil hon! https://lovematters.in/en/forum

Comment

  • अनुमति रखने वाले HTML टैगस: <a href hreflang>